BISP Phase Payment 2 Update ki payments agle hafte se 60 zilo mein shuru honay ka imkaan hai. Agar aap in zilo mein rehte hain aur BISP ke mustahiq hain, to ye information aap ke liye intehai zaroori hai.
📍 Phase 2 Mn Kon say city Shamil kya Hn?
Punjab ya sb city add hn:
Rawalpindi, Murree, Attock, Chakwal, Talagang, Islamabad, Jhelum, Mandi Bahauddin, Narowal, Sargodha, Sialkot, Gujrat, Bhakkar, Khushab, Gujranwala, Wazirabad, Layyah, Bahawalpur, Muzaffargarh, Kot Addu, Rajanpur, Jampur, Nankana Sahib, Vehari, Lahore, Hafizabad, Khanewal, Rahim Yar Khan
Sindh ya sb city add kya gia hn:
Sukkur, Khairpur, Kashmore, Larkana, Naushahro Feroze, Hyderabad, Tando Allahyar, Tando Muhammad Khan, Sujawal
Visit: Punjab Ration Card Registration Cumming Soon 1 May 2025| Full Guide
Balochistan ya city add hwa hn:
Quetta, Khuzdar, Washuk, Kech, Panjgur, Chagai, Kharaan, Dera Bugti, Kohlu
Khyber Pakhtunkhwa (KP) ya city add kya gaya hn:
Buner, Shangla, Kohat, Malakand
Azad Jammu & Kashmir (AJK) ya city add kya gaya hn:
Poonch, Haveli, Sudhnoti, Bagh
Gilgit-Baltistan ya city add kya gaya hn:
Abhi shamil nahi, lekin agle updates mein expected hai.
Visit: How to Register in Benazir Taleemi Wazaif 2025| Full Guide
🕒 Payment Kab Milne Ka Imkaan Hai?
-
BISP ke andarooni zaraye ke mutabiq qist agle hafte se shuru hone wali hai.
-
Har mustahiq ko official SMS bheja jaye ga.
-
Apni eligibility check karne ke liye CNIC number ko 8171 par SMS karen.
✅ Aap Ko Ready Rakhna Chaya?
-
Apna CNIC card sath lay kr jaya lazmi hy.
-
8171 par SMS kar ke confirm kro phly ke aap ki payment ai hy ya ni.
-
HBL Konnect shop ya kise bhi BISP center se apni payment lo.
-
Kisi bhi fake SMS ya call par trust na kro sirf 8171 waly number par trust kro.
Visit: 8171 Web Portal Update 2025
❓ (FAQs)
Q: Kya her kisi ko qist mila gi ya ni?
Ni, sirf un logon ko mila gi jin ka data BISP mein verified ho ga.
Q: Agar SMS nahi aata ap ko to kya krna ho ga?
8171 par ap ko dobara SMS bhijein ya BISP office visit kro.
Q: Kya online status ap check kr sakta hn?
ji han, 8171 web portal par jaa kr ap CNIC add kr ka check kya ja sakta hy.
Q: Document kon say lay krr jana ho ga?
Sirf original CNIC required ho ga or kuch bhi nahi chaya.
🔚 Aakhri Baat
Agar ap ka name BISP mn Phase 2 mein shamil hy, to:
🔸 CNIC check kro
🔸 8171 par message kro lazmi
🔸 Official SMS ka wt kro
🔸 Paise sirf authorized center say lo.
Sirf BISP ki official number or website pr trust kro.